Showing posts with label Funny Shayaris. Show all posts
Showing posts with label Funny Shayaris. Show all posts

Tuesday, February 1, 2011

Funny SMS Shayaris for you Part-2

Khush Ho Tum Tu Khushi Meri Ho 
Ro Tum Tu Ankhen Num Meri Hon
Ae Dost Hamari Dosti Itni Gehri Ho K 
Sarak K Us Paar Tum Pito Aur Ghalti Meri Ho


Khuda Karay K Tum Ko Judai Na Milay 
Kabhi Bhi Tanhai Na Milay
Mujhay Sms Na Karo To Kuch Aisa Ho
K Mosam Ho Sardi Ka Aur Tum Ko Razai Na Milay


Girl
: (Emotionaly) 
Darte hain agg say kahin jal na jayen.. 
Darte hain Khwab say Kahin Toot Na jayen..
Lakin Sub Say Ziada Darty hain Es baat say...
Kay App Hamain Kahin Bhool Na jaye..

Boy :  
Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tuemhe...
Door rehkar bhi hamesha chahenge tumhe...
Agar Dost bankar raas na aaye to.....
Bhoot bankar darayenge tumhee...

 

Aaj vo humse jannat mein takra gaye 
Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aur humare dil se awaaz nikalii....
Fiteh Mooh...Tusin Ethe vii aa gaye !!!


Dil se ek ishq ki Ek application kar raha hoon. 
Pyaar se 'debug' karna mein wait kar raha hoon. 
Tumhaare intezaar mein neend aayee so gaya.
Yeh dekho mera connection'time out' ho gaya



Bihar ki gali main paan ki dukan
Devdas ne dekhi Paro Ki muskaan,
Devdas ne khilaya paro ko paan,
Khake paan Paro boli "Shukriya Bhai Jaan"


Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho gai merii dukaan per wo paogai
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaogai


Kar diya izhare-ishq hamne telephone par, 
laakh rupaye ki bat thi, 
do rupaye main ho gayee (wah wah)


Kaash Tere Chehre Pe 
Chickenpox Ke Daag Hote 
Chand To Tum Ho Hi 
Sitare Bhi Saath Hote 


Khirki khuli zulfein bikhri
Dilne kaha dildar nikla
Par haire meri footi kismat 
Nahaya hua sardar nikla

By Hassan Ali

Monday, January 31, 2011

Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai


Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,
Humne apni alag duniya basa rakhi hai,
Is umeed ke saath ki aayega SMS aapka,
Humne mobile par nazrein jama rakhi hain....

Likho to kuch aisa Likho ke kalam bhi


Saturday, January 22, 2011

Funny SMS Shayaris for you


Na ishq karna mere yaar
Ye ladkiya bahut satati hai
Na karna in par aitbar
Ye kharch bahut karwati hai 
Recharge tum karwa ke dete ho
Aur number mera lagati hai 



Pani Aani ki Baat Karte Hoo
Dil Jalane ki Baat Karte Ho
Char Din Se Moo Nahi Dhoye 
Tum Nahane ki baat karte hoo


Jis taraf dekho apka hi naam hai 
Jis taraf dekho apka hi naam hai
Upar likha hai most wanted
Neeche 50 paise ka inaam hai



Usne mehndi laga rakhi thi 
Humne uski doli utha rakhi thi
Hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi
Issi liye humne uski behan pata rakhi thi


Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya
Usne 3 din se khana nahi khaya.
Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,
Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein.


Har gali phoolon se saja rakhi hai, 
Har chowk pe ladkiyan bitha rakhi hai, 
Na jane kis raste se aap aaoge, 
Isliye har ladki ko ek-ek raakhi thama rakhi hai.


Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge, 
Agar wo aa jayegi meri zindagi me, 
To lalu ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge.


Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...


Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!


Bandar ki Beti Apne Baap se Boli
Papa Papa Mujhe Shadi Karni Hai
Beta thoda intezar karo kyonki 
Dulha Abhi SMS Read Kar Rahi hai



Presented By Hassan Ali